सोमवार, 18 अप्रैल 2011

Humse na puchiye jajbaat kya hota hai,
Hamein toh bas likhna hi aata hai.,
kabhi na jana pyar kya hota hai,
Hamein toh dosti se mila tohfa samjh aata hai,
Chahat ka aandaz bayan kaise hota hai,
Hamein to aankho ka koi ghra raaz smjh aata hai.,
Har dil kyu isme pagal ho jata hai,
Hamein to pyar jine ki koi raah samjh aata hai,
Chalo choro bhi yaron na janu main ye kya pheli hai,
Naino ka khawab to bas yunhi kabhi adhura rah jata hai,
Kabhi sathi to kvi ye dil tanha rah jata hai

2 टिप्‍पणियां: