Hamein na rulana..ki rula kar aap bhi ro padoge....
Wafayein jo nibhayi tumne uski wafa me tanha chor kaise jaoge...,
Yadon ko tum dil se kaise bhulaoge....
Jo rahun na main toh tum bhi tanha hamein gugunaoge...,
Aaye jo kabhi pyar ke masum toh tum bhi tadap ke rah jaoge...
Saanso me baste hai hum tumhare bin mere jindgi ji na paoge...
Khata jo bhi ho maaf krna mujhe warna nadan dil ko fir tum kaise manaoge...
Jindgi mujhe tum se hi achhi lagi hame maut ki nind kaise sulaoge...
Mohabbat hamein aati nahi jaan kahkar fir tum yun bejaan kaise kr jaoge...
Meri bin tanhai si viran jindgi tum kaise gujar paoge...
Khuda ko dekhu toh tum jaisa lage aisi khudai tum humse kaise chhin paoge...
Meri chahat bs tum ho aur sirf tum fir tum kisi aur ko kaise gale lagaoge...
Tadapati rahun tere liye ..toh tum khud ko kaise mita paoge..
Tum ho mere chahat dil se meri kaise bhulaoge....
Ayega wo toofan jaise koi sailab jab tum mera naam likh kr kabhi jo mitaoge...
DHADKAN apki hai diwani ek wada krna mujhse phle isska dhadkna aap band kr jaoge...
Jo tum kabhi mujhe jaan se anjaan bana jaoge...
नैना जी
जवाब देंहटाएंनमस्कार, आप बहुत अच्छा लिखती हैं, ये रचना भी सीधे दिल में उतर गयी!
आशा करता हूँ आप आगे से हिंदी में लिखेंगी, क्योंकि, आप हिंदी लिखती हैं और शब्द उसमें चार चाँद लगा देंगे!