सोमवार, 23 फ़रवरी 2015

Raat ka Andhera

Raat ka andhera hai gum kahin wo roshan savera hai...
Aaj dil ne tanha koi dhun gugunaya hai...
Palko me nind nahi ayi aur aansu kyun chalka hai...
Hamne har roj chand ko humsafar mana hai...
Aaj wo v badlo me chup kr sath mera chora hai...
Main nhi gamgin par gam ka saya sang q chalta aya hai...
Ae khuda tu bata meri hisse ki khusiya tu kisse baant aya hai...
Marne ko maut nhi aur jindgi ko maut ki sej banaya hai...
Har pal tadpta koi kisike liye aurkoi bhul usse aya hai...
Ek gunah tu v kr le khuda ab rukhshat de hume jo jinda rhne ka faisla tumne mujhe sunaya hai..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें